hindi-ghazal-sms

hain aankhein jheel si chehra kitab jaisa hai

    hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai
    k meray yar ka her naqsh khawab jaisa hai

    kisi bhi baat par ab bheegti nahi aankhen
    k apna haal bhi sookhay chanaab jaisa hai

    ye aarzu hai kabhi to andheri shab meri milay
    wo ak shakhs k jo mahtaab jaisa hai

    hain aankhein jheel si chehra kitaab jaisa hai k meray yar ka her naqsh khawab jaisa hai kisi bhi baat par ab bheegti nahi aankhen k apna haal bhi sookhay chanaab jaisa hai ye aarzu hai kabhi to andheri shab meri milay wo ak shakhs k jo mahtaab jaisa hai…