ghazal-sms

Haq ke saath kahoon tumhe main apna

    Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
    Tum ko apna banaana chahta hoon
    Bhula kar apne sab gham
    Tumhe dilse apnana chahta hoon
    Tumhe tumhari ijazaat se
    Apne dil mein basana chahta hoon
    Apne naam k saath joar kar tumhara naam
    Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
    Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
    Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
    Ho jaao tum meri aur main tumhara
    Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon
    Tum se hi ki bass mohabbat main ne
    Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon
    Karta hoon aaj main ye iqraar
    Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon
    Haq ke saath kahoon tumhe main apna
    Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon

    Iss baar kuch aisa mein chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat…