Hum nazuk nazuk dil wale…
Hum nazuk nazuk dil wale
bus aise hi tu hote hain
Kabhi haste hain kabhi rote hain
kabhi Dil ma khowab pirotay hain
Kabhi mehfil mehfil phirte hain
Kabhi zaat mai tanha hote hain
Kabhi chup ki mohar sajatay hain
Kabhi geet labon per latay hain
Kabhi sab ka dil behlatay hain
Kabhi khud mai tanha hotay hain
Kabhi shab bhar jagtay rehtay hain
Kabhi lambi taan k sotay hain
Hum nazuk nazuk Dil wale
bas Kuch aise hi tu hotay hain…
Related posts:
- Ye ghazlo ki duniya bhi ajib hai
- Lafzon ka nahi, rooh ka rishta hai
- Kya kahun tujhe?
- Tere intezaar mein hui subah se shaam
- Mujhe mout bhi aaye to bhi mat rona
- Dhoka ko hum sab pyaar kehte hai
- Khud ko bhool jate hai
- Tumhein jis ki talaash hai
- Sach toh yeh hai
- Hasti hai duniya
- Pyaar pooja hai to ibadat bhi
- CLICK
- Judai Sy Mara wo bhi Nahi Mein bhi Nahi
- *I/N/T/E/H/A*
- December ab k aao tou
- tamnna se ni tanhai se darte ha
- pather ki yeh duniya jazbat nahi samjhti
- zindagi bhar ke liye tera sath nibhana chaty hai
- kabhi ek lamha aisa bhi aata hai
- kahin aah ban ke lab per tera naam aa na jaye
Hum nazuk nazuk dil wale bus aise hi tu hote hain Kabhi haste hain kabhi rote hain kabhi Dil ma khowab pirotay hain Kabhi mehfil mehfil phirte hain Kabhi zaat mai tanha hote hain Kabhi chup ki mohar sajatay hain Kabhi geet labon per latay hain Kabhi sab ka dil…