Is anjnabi duniya mein
Is anjnabi duniya mein,akela ek khawaab hu,
Sawaalo se khafa,chhota sa jawaab hu,
Jo na samajh sake,unke liye “koun”,
Jo samajh chuke,unke liye kitaab hu,
Duniya ki nazar mein,jaane kyu chubha sa,
Sabse nashila aur badnaam sharaab hu,
Sar uthakar dekho,wo dekh raha hai tumko,
Jisko na dekha usne,wo chamakta aaftab hu,
Aankh se dekhoge,to khush paoge,
Dil se poochoge,to dard ka sailaab hu…
Is anjnabi duniya mein,akela ek khawaab hu, Sawaalo se khafa,chhota sa jawaab hu, Jo na samajh sake,unke liye “koun”, Jo samajh chuke,unke liye kitaab hu, Duniya ki nazar mein,jaane kyu chubha sa, Sabse nashila aur badnaam sharaab hu, Sar uthakar dekho,wo dekh raha hai tumko, Jisko na dekha usne,wo chamakta…