kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen
Kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen,
Dard e dil hota he kia ye dikhain ge tumhen,
Muhabat hoti he kia muhabat kar k dakh lena,
Phir mere pass ana kuch or batain ge tumhen,
Kabi na aayen ankh men ansoo to aisa karna,
Ek sham mere pass ana buhat rulain ge tumhe,
Har pal raho ge bechain muhabt men,
Khayal ban kar pal pal satain ge tumhen,
Pochte ho jo zinda rahne ka sabab,
Chalo kisi roz tum se hi milwain ge tumhen.
Related posts:
- Tujhe kaise bhula doon
- Kitne chiragh bujh gaye
- Phir pyaar kisse tum kehte ho
- Mery paas aa mery Ru_ba_Ru…
- Wo ek masoom si chahat…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- IsI Liye ‘Apne Aks’ Se b Doour Rehta Houn.,,!!!
- hamara bas nahe chalta
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- zamanay se suna tha k
- Auron ko naseehat nahee karta
- chand ke nikalne se..
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- kyun yaad tum itna aate ho..?
- badaam mere pyaar kaa afsana hua hai
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- Mujhe tum se mohabbat hai
Kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen, Dard e dil hota he kia ye dikhain ge tumhen, Muhabat hoti he kia muhabat kar k dakh lena, Phir mere pass ana kuch or batain ge tumhen, Kabi na aayen ankh men ansoo to aisa karna, Ek sham mere pass…
Kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen, Dard e dil hota he kia ye dikhain ge tumhen, Muhabat hoti he kia muhabat kar k dakh lena, Phir mere pass ana kuch or batain ge tumhen, Kabi na aayen ankh men ansoo to aisa karna, Ek sham mere pass…