Khuda se kya maangu tere vaaste
Khuda se kya maangu tere vaaste
Sada khushiyon se bhare ho tere raaste
Hansi tere chehre pe rahe is tarah
Khushboo phool ka saath nibhati hai jis tarah
Sukh itna mile ki tu dukh ko tarse
Paisa shohrat izzat raat din barse
Aasma ho ya zameen har taraf tera naam ho
Mehkti hui subah aur lehlahati shaam ho
Teri koshish ko kamyaabi ki aadat ho jaye
Sara jag tham jaye tu jab bhi gaye
Kabhi koi pareshani tujhe na sataye
Raat ke andhere mein bhi tu sada chamchamaye
Dua yeh meri kubool ho jaye
Khushiyan tere dar se na jaye
Ek choti si arzi hai maan lena
Hum bhi tere dost hain ye jaan lena
Khushiyon me chahe hum yaad aye na aye
Par jab bhi zarurat pade hamara naam lena
Is jahan me honge to zaroor ayenge.
Related posts:
- Sms to ek bahana hai
- Wus din khuda ne bhi jashn manaya hoga
- Khuda ko kya manjur, kya nahi
- Har raat nashe mein hote hai
- Har ek aarzu ko dua nahi milti
- Hum toh sirf dost the
- Jee hazaro ke liye
- Kahani jab nazar aati hai
- Adhoora ansuna hi reh gaya
- Ek aansu bhi rusva kar jata hai
- Ek kahani hu main
- Ye MOhabbat Bhi ajeb hoti he…
- Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain
- Main “KAANCH” ki tarha Hoon Mujhey Gira na Dena..!!
- Dil waqf hai….
- Kuch nahi us k siwa
- kuch batein tumse karni hain
- Bhot darr lagta hai
- Armano ki sej par mohabbat ne karwat li hy
Khuda se kya maangu tere vaaste Sada khushiyon se bhare ho tere raaste Hansi tere chehre pe rahe is tarah Khushboo phool ka saath nibhati hai jis tarah Sukh itna mile ki tu dukh ko tarse Paisa shohrat izzat raat din barse Aasma ho ya zameen har taraf tera naam…
Khuda se kya maangu tere vaaste Sada khushiyon se bhare ho tere raaste Hansi tere chehre pe rahe is tarah Khushboo phool ka saath nibhati hai jis tarah Sukh itna mile ki tu dukh ko tarse Paisa shohrat izzat raat din barse Aasma ho ya zameen har taraf tera naam…