Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi
Gaey dinon mein boht ba kamal thy hum bhi.
Hamari khoj mein rehti thin titlyan aksar
K apny shehr ka husn o jamal thay hum bhi
Zamin ki gode mein sir rakh k so gaey akhir
Tumhary hijr mein kitny nidhal thay hum bhi,
Zarorton ney hamara zamir chat lia,
Wgerna,
qail-e-rizq-e-halal thay hum bhi.
Hum aks aks bikherty rahy isi dhunn mein,
K zindgi mein kabhi la zawal thay hum bhi.
Related posts:
- Jitna koi gehra gum deta hai
- Markar bhi bahut yaad aa raha hai koi
- Yeh na socha tha
- Zakhm dil ka kise dikhyen hum
- MOHB UN KO MILTI HE JINHE NIBHANI NAHI ATI
- Mujhe bewafa se dil laganay k shoq tha…..
- Zindagi ikk dukaa’n khilono’n kee
- ya mare khwaab marr dalo tum
- koi kaanta mere dil mein chubho jaye to acha hai
- kaash humari bhi parwah kisi ne ki hoti
- kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete
- Raat kya chali gayi
- Dil jo dooba aash ke gam me
- The tradegy about life is not death
- Judai apki rulati rahegi
- Fursad nahi milne ki humse
- Dil nahi lagta aap ko dekhe bina
- karti hain sawalat musalsal uski nigah
- wo shaks mein jise mohabbat nahee karta
- jee jaanta hai
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi Gaey dinon mein boht ba kamal thy hum bhi. Hamari khoj mein rehti thin titlyan aksar K apny shehr ka husn o jamal thay hum bhi Zamin ki gode mein sir rakh k so gaey akhir Tumhary hijr mein kitny nidhal…
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi Gaey dinon mein boht ba kamal thy hum bhi. Hamari khoj mein rehti thin titlyan aksar K apny shehr ka husn o jamal thay hum bhi Zamin ki gode mein sir rakh k so gaey akhir Tumhary hijr mein kitny nidhal…