hindi-ghazal-sms

koi jugmnu koi tara kahi s dhond kar lao

    Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota
    Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota
    Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao
    Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota
    Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain
    Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota
    Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey ho
    Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota
    Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj
    Ujala baant dene se ujala kam nahin hota

    Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin…