Dil ka dard
Dil ka dard jab panno par aa jata hai Ek aansu bhi dariya ban jata hai. Dil k tutne ki aawaz bhi nahi aur Sara dard gazal ban jata hai. Related posts: Suna hai tumhari ik nigah se qatal hotay hain log FARAZ Jisne humko chaha, use hum chah na…
Aansu banaya hota
Kaash banane wale ne humko aansu banaya hota, Aur mehboob ki aankho mein basaya hota, Jab girte unki aankho se unki hi godh mein, To marne ka maza kuch alag hi aaya hota. Related posts: Bikhre aashkon ke moti bana na sake Yeh dil ho gaya tumhara Jab hum bahot…
Dard se chahat aur jawan hoti hai…
Aankhen to pyar mein dil ki jubaan hoti hai, Sachi chhat to sada bezubaan hoti hai, Pyar mein dard bhii mile to kya ghabrana , Suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai. Related posts: Raat kya chali gayi Dil jo dooba aash ke gam me The tradegy about…