Sari mehfil ko rula dete
Kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete, Har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhoola dete, Apne dil ka dard dil mein hi dabake rakha, Karte bayan to sari mehfil ko rula dete. Related posts: Meri chahat main khot to nahi shamil Haseen chehre Kuchh nahi bacha hai…
Chand lamho ki zindgani hai
Chand lamho ki zindgani hai Nafraton say jia nahi karte Lagta hai aab dushmano se guzarish karni pardae gi, Kyun ki dost toh yaad kiya nahi karte. Related posts: Jane kyon is jahan main aisa hota ha Dil ki dhadkane sunaye kaise Zindagi kharab kar dali hum ne Dil ko…
Phir na jane kyon badal jaate hai
Vishwas banke log zindagi mein aate hain, Khwab banke aakhon mein sama jate hai, Pehle yakeen dilate hai ki woh hamare hai, Phir na jane kyon badal jaate hai. Related posts: Humain Apen Pyar ka Hisab nahi aata.. Mera lafz lafz dua dua, Sirf diya hamara woh yaar nahi Unhone…