Chand lamho ki zindgani hai
Chand lamho ki zindgani hai Nafraton say jia nahi karte Lagta hai aab dushmano se guzarish karni pardae gi, Kyun ki dost toh yaad kiya nahi karte. Related posts: Jane kyon is jahan main aisa hota ha Dil ki dhadkane sunaye kaise Zindagi kharab kar dali hum ne Dil ko…
Phir na jane kyon badal jaate hai
Vishwas banke log zindagi mein aate hain, Khwab banke aakhon mein sama jate hai, Pehle yakeen dilate hai ki woh hamare hai, Phir na jane kyon badal jaate hai. Related posts: Humain Apen Pyar ka Hisab nahi aata.. Mera lafz lafz dua dua, Sirf diya hamara woh yaar nahi Unhone…
Baharon ne saath chhoda
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, Zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, Vaada kiya sitaron ne saath dene ka, Subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda. Related posts: Meri chahat main khot to nahi shamil Roz Parhta Hon Chor Daita Hon, Kya sapno se juda kar pao…