Phoolon se bhi jakhm khaye hai
Tum gairon ki baat karte ho, Humne toh apne ko bhi aajmaye hai, Log kaanto se bach ke chalte hai, Humne toh phoolon se bhi jakhm khaye hai. Related posts: Us ki Dehleez pe Sadiyon Se Khara Hoon Faraz Hogaya kitna paraya apna hi dil Kisi ko mat lao dil…
Aankhein muskurati hai
Waqt ne iss qadar uss gam ko bhi bhula diya, Jab main jita tha har roz sirf ghut ghut kar, Meri tanhai meri haqiqat ko bayan karti hai, Aaj bhi aankhein muskurati hai toh bas nam ho kar. Related posts: Bikhre aashkon ke moti bana na sake Yeh dil ho…
Ehsaas bhi na hoga unko
Main zinda hoon yeh ehsaas bhi na hoga unko, Nikala gaya hoon mar ke apne ghar se hi thodar, Jine ki chahat na thi par gham bhi gawara na tha, Har taraf mushkilein thi koi apna sahara na tha. Related posts: Meri chahat main khot to nahi shamil Kya sapno…