hindi-mothers-day-sms

*MAA aur BAAP*

    Maa thand¡ chaon ha¡*
    To baap ghana darakht*

    Maa k pairon tale jannat ha¡*
    To baap k pahlon ma¡n jannat*

    Maa k begair ghar souna ha¡*
    To baap k begair zindag¡ viraan*

    Maa mohabat ka dariya ha¡*
    To baap shifqat ka samandar*

    Maa aulaad ki rafiq ha¡*
    To baap aulaad k liye shafiq*

    Maa tohfa khuda wandi ha¡*
    To baap rahmat khuda wand¡*

    Meri maa mera fakhar ha¡*
    Or mera baap mera garoor*

    Meri maa mera ishq ha¡*
    Or mera baap mera janoon.

    Maa thand¡ chaon ha¡* To baap ghana darakht* Maa k pairon tale jannat ha¡* To baap k pahlon ma¡n jannat* Maa k begair ghar souna ha¡* To baap k begair zindag¡ viraan* Maa mohabat ka dariya ha¡* To baap shifqat ka samandar* Maa aulaad ki rafiq ha¡* To baap aulaad…