Manzil dikhayi deti hai
Lamha lamha azaab ho jaise,
Dil ghamon ki kitab ho jaise..
Khushbu pheli hui hai charon taraf,
Zakhm dil ka gulaab ho jaise..
Ek chehra hai jo tasawer mey,
Aap apna jawaab ho jaise..
Jal rahi hoon mein thundi chaon mein,
Mujhpe utra azaab ho jaise..
Mujh ko manzil dikhayi deti hai,
Her qadem qamiyab ho jaise..
Zindagi jis ko loog kehtay hain,
Mehaz khuli kitaab ho jaise.
Related posts:
- Aankhon ki baat
- Ek yahi kissa
- Juda hona to kismat ki baat hai
- Kisi aur se pyaar na karu
- Roshni mange aap se
- Mohbbat maar dalege
- Na jaane kaunsi baat aakhri hogi
- Zindagi bhaut hi ajib hai
- Door reh kar bhi
- Hansta chera udas kyon hai
- Dil dhadakta hai tumhare liye
- Yun bewafai ka ilzaam na do
- Dard ka geet pyaar mein gunguna liya maine
- Takdir hain aap
- Betaab Nazrain Yun Mili
- Jee lo yeh pal
- Anurag Gupta
- Muje us Se Muhabt Hy…
- I’ll forever keep loving you…
- Saza Dard – e – Mohabbat Ki..,..
Lamha lamha azaab ho jaise, Dil ghamon ki kitab ho jaise.. Khushbu pheli hui hai charon taraf, Zakhm dil ka gulaab ho jaise.. Ek chehra hai jo tasawer mey, Aap apna jawaab ho jaise.. Jal rahi hoon mein thundi chaon mein, Mujhpe utra azaab ho jaise.. Mujh ko manzil dikhayi…