marte howe zameer ko bachana para mjhe
Marte howe zameer ko Bachana para mujhe,
Badal ki tarah Dasht main aana para mujhe,
Woh kar nahi raha tha meri Baat ka yaqeen,
Phir yun howa ke Marr ke dikhana para mujhe,
Bhoole se meri simt koi dekhta na tha,
Chehre pe ek zakham lagana para mujhe,
Us Bewafa ki yaad dilata tha Bar Bar,
Kal Aaine pe hath uthana para mujhe,
Ek Ajnabi se hath Milane ke waste,
“Faraz”
Mehfil main sub se hath Milana para mujhe,
Related posts:
- Wafa k Aadi…
- Mera Hamsafar…
- Teri Mehrbani…
- Kuch sochoo Zalimoo…
- Mat Dekh…
- Qissa yeh purana hoa ab…
- Khushi K Lamhy….
- :( ahh
- Mohabbat ki kashti py
- na Murawwat na mohabbat
- methi methi yadon ko palko pay saja lena
- me us ka hon ye raz wo janta ha
- suna hai loog usse aankh,,,,,,,,,,
- kissi se juda hona agar itna….
- kia hukm ha mere aqa?
- rat aksar hum se ye sawal krti hai
- jitni shiddat se mujhe zakham diye
- neend se kia shikwa kron
- Na wakif thy mohabat k asoolon sy
Marte howe zameer ko Bachana para mujhe, Badal ki tarah Dasht main aana para mujhe, Woh kar nahi raha tha meri Baat ka yaqeen, Phir yun howa ke Marr ke dikhana para mujhe, Bhoole se meri simt koi dekhta na tha, Chehre pe ek zakham lagana para mujhe, Us Bewafa…