Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya..
Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya..
Jo pori na ho kabhi aisi AAS chor gaya..
Yehi KARAM NAWAZII us ki mujh pe kam hai kia..
K khud to door hai YADEIN to pas chor gaya..
Jo khawhishen thi kabhi HASRATON mein dhal gayi ab..
Mere LABOON pe wo ek lafz KASH chor gaya..
Ye mera zarf hai ik roz us ne MUJH se kaha
K aam logon mein ek TUJH ko KHAS chor gaya
BAHARON se mujhy isi liye to NAFRAT hai..
Inhi RUTON mein mujhe wo UDASS chor gaya.
Related posts:
- Tujhe kaise bhula doon
- Apna banane ki ijazat dedo
- Tu hi dikhai deti hai
- Waqt
- Mery paas aa mery Ru_ba_Ru…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- IsI Liye ‘Apne Aks’ Se b Doour Rehta Houn.,,!!!
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- Uss ki mehfil mein
- Auron ko naseehat nahee karta
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- badaam mere pyaar kaa afsana hua hai
- yaadon ko bhualne main kuch dair to lagti hai
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- maayel e lutf , tbiyat kabhi aesi to na thi
- Mujhe tum se mohabbat hai
Mere wajood ki mujh mein TALASH chor gaya.. Jo pori na ho kabhi aisi AAS chor gaya.. Yehi KARAM NAWAZII us ki mujh pe kam hai kia.. K khud to door hai YADEIN to pas chor gaya.. Jo khawhishen thi kabhi HASRATON mein dhal gayi ab.. Mere LABOON pe wo…