Meri talab se meray naseeb tak, Yeh maamla khuda ka tha.
=Meray qurb se meray wajood tak,
=Usay ikhtilaf to sada ka tha..
.
=Meray ghum se meray junoon tak,
=Yeh faasla bus ana ka tha.
.
=Meri zindagi se meri saans tak,
=Woh falsafa buss dua ka tha.
.
=Meri baat se Teray zikr tak,
=Koi silsila jo hawa ka tha.
.
=Meri haqiqat se meray khawab tak,
.=Woh bay-khabar intiha ka tha
.
=Meray veham se meray gumaan tak,
=Yeh marhala wafa ka tha..
.
=Meri talab se meray naseeb tak,
=Yeh maamla khuda ka tha.
Related posts:
- Forget about the days when its been cloudy,
- Daikhtay hain yeh aziat gawara ker k..!!
- Me Hi Khud Ko Uski Zindagi Me Samjh Betha
- Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho,
- Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
- Do Chaar Qadam Hum bhi Teray Saath chalay hayn
- Raaz -e- Ulfat Chupa Kay Dekh Liya
- Bharosa Toot Janay Se Zara Pehle Bata Dena,
- KhizaN ke rang mein bhi bahaar abhi baqi hai
- Zikr ulfat per natija ye hua taqreer ka
- Qissa Abhi Hijaab Se Aagay Nahin Barha
- Zameen pe chal na ska, aasman se b gya
- Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha ,
- Hum Jan to Dengy Magr Dhoka Nhi Usy.
- phir ek shaam aayi aapki yaadon ko lekar
- usey hum se mohabbat hy
- N kyaa ummiide
- mile kisi se nazar to samajho ghazal hu
- manzilein kya hai
- is dil main tum ghar kar gaye hoo
=Meray qurb se meray wajood tak, =Usay ikhtilaf to sada ka tha.. . =Meray ghum se meray junoon tak, =Yeh faasla bus ana ka tha. . =Meri zindagi se meri saans tak, =Woh falsafa buss dua ka tha. . =Meri baat se Teray zikr tak, =Koi silsila jo hawa ka…
=Meray qurb se meray wajood tak, =Usay ikhtilaf to sada ka tha.. . =Meray ghum se meray junoon tak, =Yeh faasla bus ana ka tha. . =Meri zindagi se meri saans tak, =Woh falsafa buss dua ka tha. . =Meri baat se Teray zikr tak, =Koi silsila jo hawa ka…