Mujhe bewafa se dil laganay k shoq tha…..
Mujhe mitti k ghar bananay ka shoq tha,
Usay Aashianay giranay ka shoq tha,
Main khud se rooth jata hon aksar is liye,
Mujhe roothay huye log mananay ka shoq tha,
Usay wadon ki paasdari pasand na thi,
Lekin mujhe Ahad nibhany ka shoq tha,
Main masroof tha tanhaiyon ki talash main,
Usay logon se milny milanay ka shoq tha,
Woh bewafa tha is main Hairat ki baat kya?
Mujhe bewafa se dil laganay k shoq tha…..
Related posts:
- Jitna koi gehra gum deta hai
- Markar bhi bahut yaad aa raha hai koi
- Yeh na socha tha
- Zakhm dil ka kise dikhyen hum
- MOHB UN KO MILTI HE JINHE NIBHANI NAHI ATI
- Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi
- Zindagi ikk dukaa’n khilono’n kee
- ya mare khwaab marr dalo tum
- koi kaanta mere dil mein chubho jaye to acha hai
- kaash humari bhi parwah kisi ne ki hoti
- kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete
- Deedar ko tarasti hain
- Khud nishana ban gaye
- Tum kya jaano judai ka gum
- Humne tumse pyaar kiya hai
- Dard se khelna sikh gaya hun
- Sada hum cahenge khushi tumhari
- meri raakh tak ko ura diya
- JEENE KLY E DARD KA SAMAAN BAHAT HAI
- zindagi khubsurat he pr mjhe jina nahi ata
Mujhe mitti k ghar bananay ka shoq tha, Usay Aashianay giranay ka shoq tha, Main khud se rooth jata hon aksar is liye, Mujhe roothay huye log mananay ka shoq tha, Usay wadon ki paasdari pasand na thi, Lekin mujhe Ahad nibhany ka shoq tha, Main masroof tha tanhaiyon ki…