hindi-poetry-sms

Na badle kabhi hum

    Iss raat ki tanhaiyo ke, sab rang badal gaye hai !
    Chand nikla hai waise hi, andhera badal gaye hai !!

    Jinke bharose thi khushiyan, woh badal gaye hai !
    Manzile to ab bhi wo hi hai, kuch raste badal gaye hai !!

    Jinpe kiya tha bharosa humne, woh dost bichhad gaye hai !
    Dekhe the kabhi jo humne, woh khawaab badal gaye hai !!

    Jo bane the kabhi hamsafar, aaj woh hi mukar gaye hai !
    Aise toote huye dil ke saare, jazbaat badal gaye hai !!

    Na badle kabhi hum, na badle hamare khayalat !
    Bas rona hai yahi, kuch log badal gaye hai !!

    Iss raat ki tanhaiyo ke, sab rang badal gaye hai ! Chand nikla hai waise hi, andhera badal gaye hai !! Jinke bharose thi khushiyan, woh badal gaye hai ! Manzile to ab bhi wo hi hai, kuch raste badal gaye hai !! Jinpe kiya tha bharosa humne, woh dost…