hindi-ghazal-sms

nain wohi hoon jisay tum dost kaha kartay thay

    Main wohi hoon jisay
    tum dost kaha kartay
    thay
    ZAKHMI
    Din mein so baar mera
    naam liya kartay thay,
    Aaj kya hay kiyoun mujh
    say khaffa bhaithay ho,
    Kya kissi aur ko Doost
    bana bhaithay ho,
    Faslay itnay to pehlay
    na houa kartay thay,
    Main wohi hoon jisay
    tum doost kaha kartay
    thay,
    Tum ager bhool gaye
    ho to koi baat nahi,
    Zakhim to pehlay bhi
    ess dil per laga kartay
    thay,
    Main wohi hoon jisay
    tum doost kaha kartay
    thay,
    Dost kaha kartay thay.

    Main wohi hoon jisay tum dost kaha kartay thay ZAKHMI Din mein so baar mera naam liya kartay thay, Aaj kya hay kiyoun mujh say khaffa bhaithay ho, Kya kissi aur ko Doost bana bhaithay ho, Faslay itnay to pehlay na houa kartay thay, Main wohi hoon jisay tum doost…