• be misal sachai

    “Be Misal Sachai” “Jab Deewaron Men Dararren Parti Hain T0 Deewaren Gir Jati Hain, Aur Jab Dil Mein Dararren Parti Hain To Deewaren Ban Jati Hain.

  • marte howe zameer ko bachana para mjhe

    Marte howe zameer ko Bachana para mujhe, Badal ki tarah Dasht main aana para mujhe, Woh kar nahi raha tha meri Baat ka yaqeen, Phir yun howa ke Marr ke dikhana para mujhe, Bhoole se meri simt koi dekhta na tha, Chehre pe ek zakham lagana para mujhe, Us Bewafa…

  • Na wakif thy mohabat k asoolon sy

    Na-wakif thy mohabat k asoolon sy, is liye barbaad bhi huay **~Faraz~** Na ksi ny apna banaya, na ksi k qabil hi chhora

  • New style of purposing a girl

    New style of purposing a girl: I have spent many sleepless nights in ur love, & I dont want my son to do the same 4 your daughter, So lets make them brother & sister.

  • BOLTI HAI DOSTI CHUPREHTA HAI pyar

    Bolti hai Dosti chuprehta hai pyar Hasti hai dosti Rulata hai Pyar Milti hai dosti bicharta hai pyar Phir najane log kyon karte hain pyar..?

  • JAB BHI UNKI GALI SE GUZARTA HOON

    Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon, Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai, Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai, Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.

  • A, B, C, D, E, F

    A,B,C,D,E,F,G,H,I,J,K,L,M,N,O,P,Q,R,S,T,( ),V,W,X,Y,Z. Did I miss something out? No because I put ( U ) in my heart. Good morning dear.I hope u have a wonderful day.

  • nock knock

    nock! Knock! May I come into Ur world? I bring no flowers,no cakes. But wishes to keep U fresh, Prayer to keep U healthy, And love to keep U smiling. “Good Morning”

  • romantic good morning sms

    Romantic Good Morning SMS A good message for a good person, From a good friend for a good reason, At a good time on a good day in a good mood to say Good Morning

  • A good word

    A good word. A good word is like a good tree whose root is firmly fixed and whose top is in the sky-Quran.

  • A lesson for all those who are promoting

    A lesson for all those who are promoting violence and calling it a Protest. ‘Aur jab inhain kaha jata hai ke “Zameen pe fasad na phelao” toh khetay hain “hum to sirf islah karne walay hain” Sun rakho Beshak yehi log fasad karne walay hain ,magar samajhtay nahi’ {Surat Al-Baqarah…

  • abhi kuch bhi nahin badla

    Abhi kuch bhi nahin badla, Bohat se saal guzrey hain, Bohat se waqt beeta hai, Meri chahat nahin beeti, Meri himmat nahin guzri, Abhi kuch bhi nahin badla, Abhi kuch bhi nahin badla, Agar chaho, Agar samjho, Meri maano, To laut aao… Abhi kuch bhi nahin badla,

  • ye kab kaha tha nazaaron se kauf aata hai

    Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ? Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai, Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta, Mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai, Khiza Ka Jabar Tou Seene Pay Rok Lete Hain, Hamein Udaas Bahaaron Se Khauf Aata…

  • dheeray se sarakti hai Raat us ke aanchal ki tarha

    Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon…

  • dhuk humay tha to issi baat ka tha

    Dhuk humay tha to issi baat ka tha Waqt thora sa mulakat ka tha Zehan ki baat na kanoo mein parhi Dil mein hangama woh jazbat ka tha

  • pelhi nazar main dil de dia hai

    pelhi nazar main dil de dia hai, tumko mohabbat mein oh janne jaa, seena se lag kar tum jo kaho to, hans kar main de doo yeh apni jaan.

  • Rait par likh ke mera naam mitaya na karo

    Rait par likh ke mera naam mitaya na karo aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo log har baat ka afsana bana lete hain sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo shahar-e-ehsaas…

  • bahut haseen hai teri aqeedaton ke gulaab

    Bahut Haseen Hai Teri, Aqeedaton Ke Gulaab, Haseen ter hai magar har Gul khyal tera, Hum ek Dard ke rishtey mein Munsaliq donon, Tujhe azeez mera fun mujhe Jmaal tera,

  • tu hi dil ki aarzoo

    Tu hi hai dil ki aarzoo, tu hi dil ki tamanna hai, doob ke in ankhon mein sang tere jeen hai sang tere marna hai……

  • aapke samne ashque baha nahi sakta

    Aapke samne ashque baha nahi sakta, mahsoosh kar sakta lekin kah nahi sakta. Dosti kayam rahein khatm na kije rishta dil se dil mile na sahi haath milate rahiye. Tumse bichhadke hum kitne rangeele ho gaye, Meri aankh surkh tum rangeele ho gaye.

  • kesi ko mohabbat ka sachayi maar gayi

    Kesi ko mohabbat ke sachayi maar gayi Kesi ko mohabbat ke gahrayi maar gayi . Kar ke mohabbat koi nahi bach sakta Jo bach gaya use Tanhayi maar gayi

  • if love is water

    If Love is Water I will give you rivers and oceans . If Love is Space I will give you the whole Universe . If heat is your Love I wish the Sun beside me

  • manzelain bhi uski then rasta bhi uska tha

    Manzelain bhi uski then, rasta bhi uska tha Ek mai akela tha qafila bhi us ka tha Sath sath chalney ki soch bhi uski thi Phir rasta badalny ka faisla bhi uska tha Aaj kion akela hon, Dil sawal karta hai Log tu usi ke tay, kia Khuda bhi uska…

  • dil chahata hai tum se pyari si baat ho

    Dil chahta hai tum se pyari si baat ho Khamosh train ho, lambi raat ho Phir un se raat bhar yahi mairi baat ho Tum hi zindagi, tum hi mairi kayenat ho

  • kitne ghuroor main hai ….

    ‘Ktne Ghuroor Main Hai Wo Mjhay Tanha Chor K “Faraz” Unhain Maloom Nahi Mery Pas Or B lash pash larkio K Number Hain (,”)/ /) ( Ja garak hoja ,/¡_ sali tm’

  • wo sunta to me kehta

    Wo sunta to me kehta, mujhe kuch or kehna tha Wo pal bhar ko jo theher jata mujhe kuch or kehna tha Kaha us ne suni meri, suni bhe unsuni kar di Usey maloom tha itna, mujhe kuch or kehna tha Ghalat fehmi ne baton ko barha dala youn hi…

  • tum ne hi kha tha

    “TUM” Ne Hi Kaha Tha k Aankh Bhar k Dekh Lia Kro “MUJHY” Ab Aankh Baar Aati Hay Par “TUM” Nazar Nahi Aatay……

  • Ran tha roshni thi Qayamat tha

    Rang tha roshni thi, qayamat tha, Jis pe hum mar mittey qayamat tha, Khush jamalon mein dhoom thi apni, Naam us ka bhi wajah-e-shohrat tha, Khawab tameer ban kar atey they, Kya ajab mausam rafaqat tha, Aik aik saans qurbton ka gawaah, Har nafss lamhaa-e-ghaneemat tha, Aur phir yun hua…

  • kahin aah ban ke lab per tera naam aa na jaye

    Kahin aah ban ke lab per tera naam aa na jaye, Tujhe bewafa kahoon mein, woh maqaam aa na jaye, Jisey sun ke toot jaye mera aarzu bhara dil, Teri anjuman se mujh ko woh peyaam aa na jaye,

  • mohabbat ki duniya main mashoor kar doon

    Mohabbat ki duniya main mashoor kar doon, Mere saada dil tujh ko maghroor kar doon, Tere dil ko milney ki khud aarzuu ho, Tujhe is qadar gham se ranjoor kar doon, Mujhe zindagi door rakhti hai tujh se, Jo tu paas ho to usey door kar doon,