Mila karo humse
Muskurakar mila karo humse, Kuch kaha kuch suna karo humse, Baat karne se hi baat badhti hai janab, Isliye roz baat kara karo humse.
Jab raat aati hai
Mujhe sulane ke khatir jab raat aati hai, Mein so nahi pata raat khud so jati hai, Puchne per dil se yeh aawaz aati hai, Aaj yaad karlo raat toh roz aati hai.
If U were flowers
If U were flowers I would not pick U! I’ll let U grow in the garden & cultivate U with luv, And care so I can keep U with me forever. Miss so much
Life is more strict than a teacher
Life is more strict than a teacher A teacher teaches a lesson & takes an exam. . . But life takes an exam and then teaches a lesson.
Paas hoke bhi doori si lagi
Apni woh mulakaat kuch adhoori si lagi, Paas hoke bhi doori si lagi, Hothon pe hansi aankho pe mazboori si lagi, Zindgi mein pahli baar kisi ki dosti itni zaroori si lagi.
Can u answer this question
Why we don’t study whole year, and study at the last momet of EXAM time? The answer is. – – – – – Sahil ki khamoshiyon mein to koi bhi kashtiyan chala leta hai.. Par Tufan mein kashtiyan chalane ka maza hi kuch aur hai…Life_after_11_pm@yahoo.co.in
Kalyug…
Ram yug mein doodh mila… Krishna yug mein ghee… Kalyug mein chai mili… Fook mar mar ke peee. GOOD MORNING.
Fastest thing on earth
What is the fastest thing on earth?? Bullet?? No… Sound??? No…. Light??? No…. Ans: Prayer Bcoz it reaches god even before u say it…!!!
aa phir se zindagi
Uss morr se shuru karein aa phir se zindagi, Har shay jahan haseen thi aur hum TUM te ajnabi….!
usay kaho,
Usay kaho, Bs Ek Choti Si Haan Kr Do, Hmare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do! Wo Mohbtain Jo Tumhare Dil Mein Hain, Unko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do! Aaj Bs Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao, Hum Bs Sunein Aisa Be-Zuban Kr Do!
milne ki khushi de ya na de,
“Bare Äjeeb hain ye zindgi k raste, Anjane moar par kuch log apnay ban jate hain, Milne ki khushi de ya na de, Bichharne ka gham zaroor de jate hain.
kuch murrawat mein izaafa
Inqalaab Aaya Too Yoon Aaya Nigaah-e-Yaar Mein Kuch Murrawat Mein izaafa, kuch Muhabat Mein kami !
kuch muhabat mein kami !
Inqalaab Aaya Too Yoon Aaya Nigaah-e-Yaar Mein Kuch Murrawat Mein izaafa, kuch Muhabat Mein kami !
Bhot darr lagta hai
Boht Darr Lagta Hai Mujhay Raat K Us Peher Sa Utarti Hain Jab Dil K Aangan main YAADAIN Us Ki . .
dil mein basa raha
Dil mein basa raha, kabhi aankhon se beh gaya Aey dard-e-yaar tere thikanay ajeeb hain.
when people see my msgs
When People See My Msgs They Think I’m Addicted 2 Msging But They R Wrong Bcoz They Don’t Know That I’m Addicted to “Holding Relationships”
There are 3 things in human relation
there are 3 things in Human Relation: 1.Respect 2.Trust 3. Love. If any one of them is lost, The other Two will be automatically lost.
hum dard dene wale ko dil dete han
Log mnzil ko mushkl smjte hen Hm mushkl ko manzl smjhte hen Logo me or hm me srf itna frq ha K log dil ko dard dete hen or Hm dard dene wale ko dil dete han!
takleef aur mohabbat
TAKLEEF aur MOHABBAT Dono Insan ko Anso dye Jati hain. Lekin Aik farq hai.. TAKLEEF Kabi na Kabi Khtm ho Jati hy Mgr MOHABBAT kabi khtm nahi hoti .
apka mobile kis k pas tha?
Apka Mobile kis k pas tha..? Main ne subah Call ki to kisi larrki ne receive kya, Main kuch bolne hi wala tha magar uski awaz sun kar main chup hi raha Aur woh barre Pyar se boli . . . . . . . . Is Call k leay…
True fact of life
“Understanding is deeper than love! There are many people who love us but very few who understand us…. (True fact of life)
do u know y?
I feel happy. Do u know y? Coz i’m lucky U know y? coz GOD loves me U know how? coz god send me a wonderful friend U know who? ITS you, ya ITS UUUUUUUU DEER !!!!!!!!
sath chalnay ko chalay thay
~*~Sath Chalnay Ko Chalay Thay Log Buhat Say Laikin,~ ~Meri Manzil Tak Ka Sathi Mera Saya Hi Raha…~*~
aisa hi hua
Mujay Udaas Deikh ker Us ney Kaha “Meray hotay huay Tumhein Koi Dukh Nhin dey sakta” PHIR Aisa hi Hua Baad mein Jitney Dukh Milay Sub Usi k thay.
meri raakh tak ko ura diya
Rah-e-Zndgi K Ghubar Me Meri Raakh Tak Ko Ura Diya Mujy Phr B Koi Gila Nahi Jo Mila Nahi So Mila Nahi…??
mjhe roz-o- shb ki kitab me
Mujy Roz-O-Shb Ki Kitab Me Koi esa Harf Na Mil Ska Jisy Misl-E-Gul Ka Khitab doon Jisy Chandni Ki Si Taab Doon Jisy Dhoond Kr Jisy Khoj Kr Rukh_E_Asman Pe Sja B Doon Mery Khoon-E-Dil Ki Nigaarshen Meri Rooh Tk K Fishaar B Yahan Ilm-O-Fun Ki Dukan Pr Bary Sasty…
meri neend mjh se bichar gayi hai
Meri “Neend” Mjh Se “Bichar Gayi Mere “Khuwab Mjh “Se “Juda Hue.. Ye Bara Hi Gham Ka Muqaam He Zara “Lot Aa Main Udas Hoon..
wo roye to bhot mjhse muh mor kr roye
Wo roya to bht Pr Mjhse Muh Mor Kr Roya, Koi majburi hogi jo Dil tor kr Roya, Mre Samne Kr dye Mri Tasvir K Tukre, Pata laga mare baad wo Unhe Jor Kr Roya.
how friendship breaks??????
HOW FRIENDSHIP BREAKS?? Both friends will think the other is busy and will not contact thinking it may be disturbing. As time passes, both will wait for each other to contact. After that, both will think why should I contact first? Friendship will start converting into hate Finally
never expect anything
People say… “Never Expect Anything in Return From Anyone…” But Truth is… “When We Realy Love Someone, We Naturaly Expect a Little Care From Them…!”