A good Friend holds your hand
‘A good Friend Holds Your Hand When you need him . But A true Friend Holds you….’
kahin jagah na mili mere ashiyaane ko
Duaa bahaar ki maangi to itne phoul khile Kahin jagah na mili mere ashiyaane ko
pass rehke bhi thi douri
Paas Rehke Bhi Thi Douri Jaane Kaisi Thi Majbouri Waqt Woh Bhi Ajeeb Thaa Jab Tu Mere Kareeb Thaa Khon Gayi Tu Ye Kis Jaahaan Mein Main Yahaan Houn Dekh To Zara
dil ke daryaa mein utar ke dekho
dil ke daryaa mein utar ke dekho tum muhabbat mujh se kar ke dekho phir tumhein meri talab ho shaayad tum kabhi mujh se bichar ke dekho ishq ka saaghar bohat hai gehraa Doob kar khud bhi ubhar ke dekho
khabar hai mujhako hai pyaar tujhako
khabar hai mujhako hai pyaar tujhako Thahare kyuun yuuN nazar milaa ke yuuN nazar milaa ke chhuDaa ke daaman to jaa rahe ho Thahare kyuuN do kadam pe jaa ke do kadam pe jaa ke
dil ki mitti hai abhi tak nam zara
Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara , Tere Milne Aur Phir Tere Bichhrad Jane Ke Bich, Faasla Ruswai Ka Hai Zara Apne Dil Hi Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad,
1 pathan apne betay k
1 pathan apne Betay k 6 mah bad birthday mna rha tha. Sardar ne pucha khan sahib: Log to sal bad birthday mnaty hen. Pathan bola: Hmare han smester systm chlta hai
mother tongue
Sardar was helping his son in filling admission form SON Papa ye “mother tongue” waly box me kia likhna hy? SARDAR Likh de puttar “Very Long”.
aagr itni pyari soch tumhari na hoti
Agar Itni Pyari Soch Tumhari Na Hoti, Mulakat Tumse Humari Na Kabhi Hoti, Tadapte Rahte Sachhe Dost Ke Liye, Agar Dosti Tumse Humari Na Hui Hoti.
humein aapki jaan nahi sirf saath chahiye
Hamein Aapki Jaan Nahi Sirf Saath Chahiye, Sacchi Dosti Ka Sirf Ek Ehsaas Chahiye, Jaan To Dost Ek Pal Mein Di Ja Sakti Hai, Par Hume Aapki Dosti Aakhri Saas Tak Chahiye.
kab dil us ki yaad me choor nahi hota
Kab Dil Us ki Yaad Me Choor Nahi Hota Kab Us se Milne ko Majboor Nahi Hota Ye Sach Hai Zindagi Me Dil us ka Toot’ta Hai Jis Ka Aksar Koi Kasoor Nahi Hota.
aankhon ko aapke deedar ki aarzu he
Aankhon ko aapke deedar ki aarzu he, Dil ko aapke pyaar ki aarzu he. Kisi mod pe bhul na jana hame , Zindagi me hame aapke saath ki aarzu he.
kuch ajeeb faslon ka janam ho raha hai
Kuch ajeeb faslon ka janam ho raha hai, Naseeb mera jaag kar bhi soo raha hai, Kaise keh doon tuta dil dharakta nahi, jab ki aaj dil ka har tukra roo raha hai..
ye waqt guzar jayega
ye waqt guzar jayega , shadi kar k koi tumse baandh diya jayega , abhi bhi waqt hay kisi ko patalo , warna kisi ka pataya hua maal tumko thama diya jayega
across the miles
Across the miles… Comes this wish from me to say… You are Special! in my heart i miss you to day
ya ilahi aabroh rakhna
ya ilahi aabroh rakhna bara nazuq zamana hai dilo may kufur rakhte hain bazahir ”””dostana hai’;;;
sabab judai ka kuch to batao mjhe
Sabab judai ka kuch to batao mujhe, phir chahe dil-0-jaan se satao mujhe, chalo ye mana k tumhe fursat hi nahi, magar ye lazim to nahi k bhool jao mujhe..
do u knw
Do u knw glass tootey to kya awaaz aati hai? Dhuzy? No dhooz?? No thishh?? Nahi bhae Ami ki awaz aati hai “arey kambakht, kya tor dia”?
Sare AASHIQ Sharabi NaHI HOTE.KUCH BHUKE BHI HOTE HAI.
Ek Bewafa Ki Yad Me Humne Hathon Me JAM Utha Liya . . Phir Lagaya Bread Pe Aur fatafat Kha liya. Moral: Sare AASHIQ Sharabi NaHI HOTE.KUCH BHUKE BHI HOTE HAI.
plant the seeds of love in your hearts
plant the seeds of Love in your hearts. Let them grow into trees of Service and shower the sweet fruit of Ananda. Share the Ananda with all.
umrao jaan
Purani aur nayi Umrao Jaan mein kya farak hai…?? Purani Papa ki jaan thi aur nayi Bete ki jaan hai….
((.. INNOCENT LOVE ..))
Na jaaney itni mohabbat kahan se agayi hai us ke liye, Ke mera dil bhi uski khatir mujh se rooth jata hai….. ((.. INNOCENT LOVE ..))
when i wake up
When I Wake Up In The Morning; The First Thing I Think About Is . . . . B.R.E.A.K.F.A.S.T =P Did U Consider It As A Silly Routine Morning Wish … =D
jitni chahat se tumhe dekha
Jitni Chahat Se Tumhe Dekha, Utni Chahat Se Kuch Nahi Dekha, Dekhne Do Apne Chehre Ko Ji Bhar Ke, Humein Muddat Hui In Aankhon Ne ‘Chand’ Nahi Dekha.
uska husn to lajawab hai
Noor-E-Chand Hai Aaftaab Hai, Uska Husn To Lajawab Hai, Jinke Deed Ko Tarasti Hai Hamari Nigahein, Wo Pari Hai Ya Mallika-E-Shabab Hai, Unki Julfein Kaali Raat Ki Tarah, Uljho To Ek Khwab Hai
dil do dil do ek ko
Dil Do Dil Do Ek Ko, Par Do Kisi Nek Ko. Prasad Nahi Hai Ki Baaton Har Ek Ko
hasino ke chehre pe har waqt khushi hoti hai
Hasino Ke Chehre Pe Har Waqt Khushi Hoti Hai, Unnke Labon Pe Har Waqt Hansi Chaai Hoti Hai, Doston Parr Jiss Hassina Pe Yeh Dil Aata Hai, Aray Woh Kambakht Pehle Se Hi Fansi Hoti Hai
when you feel cold
When You Feel Cold And Warm At The Same Time, When You Read Over The Same Line For The Tenth Time, When Your Heart And Thoughts Some How Appear To Rhyme, And When A Simple Name Conquers Your Whole Mind