Main bhagwan hoon
Narad muni dharti par madira peene aaye, 12 Botal pilane k baad theke wala: Apko chadhti kyun nahi ? Narad: Main bhagwaan hoon. Theke wala: Chad gayi saley ko.
Ek aap hain ke
Ek hum hain ke kitnay sweet hain. Ek aap hain ke kitnay cute hain. Ek aap hain ke kitnay lovely hain. Ek hum hain ke jhoot pe jhoot bol rahay hain.
Tere aane aur jaane ke baad
Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saath Ye bataya dosto ne ishq farmane ke baad Is liye kamray ki ek ek cheez “ckeck” karta hoon main “Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad”
Zindagi udass rehti hai
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehati hai, Nigahain ko kisi soorat ki pyass rehti hai, Tere bina zindagi may kami toh nahin, Phir tere bina zindagi udass rehti hai.
Lehron ko pyaar tha kinaro se
Lehron ko pyaar tha kinaro se, Par uss ki shaadi hogai sagar se, Kinaro ki cahhat lehron ko khench lati hai, Par badnaam na ho mohabbat is liye woh lot jati hain.
In my heart
In my heart our luv is heard like a ring tone. In my ears Ur speech is heard like voice mail. But when I called for response Subscriber can’t reach at the moment.
Dosti naam hai…
Dosti naam hai saath daine ka, Dosti naam hai insaniat ka, Dosti naam hai qhuloos ka, Dosti naam hai khushiyan daine ka, Dosti naam hai dil mai utarne ka, Dosti naam hai doost ki burai dafan karne ka, Dosti naam hai apnaiyat ka, Dosti naam hai bharoose ka, Hai woh…
Love marriage and arranged marriage
Its funny when people discuss over Love marriage and arranged marriage It is like asking a person if he would Like to “hang himself” or “shoot himself”.
Lo yaro PEPSI phr se 70 ki ho gayi…
Jis ko FARAZ ne chaha wo kisi or ki ho gayi WAH WAH WAH Jis ko FARAZ ne chaha wo kisi or ki ho gayi Lo yaro PEPSI phr se 70 ki ho gayi,:-)
Always speak the truth…
Always speak the truth . . . . . . . . . . . . . & run immediately after speaking it!! 🙂
Pysy ka masla nhi hy…
Sardar: Kal koi myri B.V k purse sy 2000 Ly giya Pathan:Jhut Bolti hy sali,,1500 tha,,, ham ne 2 bar gina tha, Sardar: Pysy ka masla nhi hy Bas Tu Bnda Lab..
Ho jaye jo aap humse khafa
Na kabhi muskurahat aapke hothon se dur ho, Aapki har khwahish hakikat mein manzoor ho, Ho jaye jo aap humse khafa, Khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho.
Hamare ghar mein bhi mard rahate hain
Chinti ko haati ne chheda. Chinti gussey mein hatini ke paas gai aur boli: Apney haati ko samjhao… warna Warna… Warna… Warna… Hamare ghar mai bhi mard rehte hain
Suno dil ka afsana
Haqeekat samjho ya fasana, Apna samjho ya begana, Suno dil ka afsana, Ki garmi bahut hain, Din mein teen baar nahana.
Zubaan hi sirf ek zariya nahin
Zubaan hi sirf ek zariya nahin Jo aap shabdon ko samajh paayein gain Kabhi aankhon main jhaank kar dekhiey Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayein gain
Jisse paya usey yun kho diya jaise
Zindgi mein humme kabhi kuch chaaha hi nahi, Jisse chaha usse kabhi paya hi nahi, Jisse paya usey yun kho diya jaise Zindagi mein kabhi koi aaya hi nahi
Jee lo yeh pal
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega Door hone ke baad kaun kise yaad aayega Jee lo yeh pal jab humsaath hai Kal ka kya pata, waqt kahan le jayega…
I started luving you
I have started luving ‘U’… I know it sounds rediculous but I can’t control my feelings 4 ‘U’. Some time later I’ll start luving more ALPHABETS…!
Leave me alone
The one who holds ur hand every time surely a good friend, But a best friend is the one who holds your hand more tightly, When you say leave me alone!!
Tortured students become… Engineers
Heated gold becomes ornament, Beated copper becomes wire, Depleted stone becomes statue, Tortured students become… Engineers!
Sorry we are illiterate…
Someone wrote on the Door, “PLEASE Do Not enter, I am upset.” Friends came smiling & said: “SORRY V ARE ILLITERATE.” 🙂
Mana ke yaadein zindgi nahi
Yaade toh aksar dil ke karib hoti hai, Jo banayi nahi khud-b-khud ban jati hai, Mana ke yaadein zindgi nahi, Magar bina yado ke bhi to koi zindgi nahi.
Tum per bhi aitabar hai
Mout pe bhi mujhe yakeen hai Tum per bhi aitabar hai Dekhna hai pehle kon aata hai Humein dono ka intizar hai
Sale ke rago mein apna hi khun tha
Machar ne jo katha to dil mein junoon tha, Khujli itni huyi, dil bay sukun tha! Pakda to chod diya ye soch kar.. Ki sale ke rago mein apna hi khun tha.
Itihas banati hai
Dosti gahri ho to rang lati hai, Dosti kacchi ho to toot jati hai, Dosti nadan ho to mit jati hai, Dosti humse ho to itihas banati hai.
Toot gaya dil par arman wohi hai
Toot gaya dil par arman wohi hai, Door rehte hain phir bhi pyaar wohi hai, Jaante hain ki mil nahi payenge, Phir bhi en aankho mein intezaar wohi hai.
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Woh toh majborion mein lipti hain Apne shiddat bharey khyaloon mein Apne ander chhupi ek aurat mein Wo hamesha hi darti rehti hain Na toh jeeti hain na toh marti hain Larkiyaan bewafaa nahi hoti Per hamesha hi darti rehti hain Apne reeti or riwajoon se Aane waley naye azaboon…
So dear you must stop
One who smokes, has a SMOKY heart, One who drinks, has an ALCOHOLIC heart, So dear you must stop eating SWEETS… As you are already a SWEETHEART!
Toh maut hamari ho
Aansu aapke bahey to gham hamara ho, dil aapka dhadke to dhadkan hamari ho, khuda karey humari dosti itni geheri ho, ki saans aapki rukey toh maut hamari ho.
Yeh toh behri hai
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai, Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai, Main ijhar mohabat kar ke thak gaya, Tab pat chala sali yeh toh behri hai.