poetry-sms

Phir aag ka darya hai aur doob ke jana hai

    Usne Kaha…
    Ishq nai asaan bas itna samajh lijiye,
    Aag ka darya hai aur doob ke jana hai.
    Maine Kaha…
    Masoom Mohabat ka bas itna sa fasana hai,
    Kaghaz ki haveli aur barish ka zamana hai,
    Kya shart-e-mohabat, Kya shart-e-zamana hai,
    Uss par utarne ki umeed bohat kam hai,
    Kashti bhi purani aur toofan ko bhi ana hai,
    Samjhe ya na samjhe woh andaaz mohabat ke,
    Aik shaks ko ankhon se aik shair sunana hai,
    Bholi si ada aaj phir ishq ki zad main hai,
    Phir aag ka darya hai aur doob ke jana hai.

    Usne Kaha… Ishq nai asaan bas itna samajh lijiye, Aag ka darya hai aur doob ke jana hai. Maine Kaha… Masoom Mohabat ka bas itna sa fasana hai, Kaghaz ki haveli aur barish ka zamana hai, Kya shart-e-mohabat, Kya shart-e-zamana hai, Uss par utarne ki umeed bohat kam hai, Kashti…