poetry-sms

Pyaar ki had se zyada pyaar kiya

    Kabhi nazar se gira diya
    Kabhi dil mein basa diya

    Mohabbat mein tum ne humein
    Kabhi hasaya toh kabhi rola diya

    Kabhi pyaar be shumar kiya
    Kabhi dard be inteha diya

    Apni diwangi mein tumne humhein
    Kiss makaam par puocha diya

    Kabhi musaan mein bhar se mila diya
    Kabhi sehra mein tanha kar diya

    Dil ko khilona samajh kar tumne
    Humein har khel mein hara diya

    Kabhi umeedo ko barha diya
    Kabhi mayousiyo ne jena duswaar kiya

    Phir bhi humdum humne tumhein
    Pyaar ki had se zyada pyaar kiya!!!

    Kabhi nazar se gira diya Kabhi dil mein basa diya Mohabbat mein tum ne humein Kabhi hasaya toh kabhi rola diya Kabhi pyaar be shumar kiya Kabhi dard be inteha diya Apni diwangi mein tumne humhein Kiss makaam par puocha diya Kabhi musaan mein bhar se mila diya Kabhi sehra…