hindi-ghazal-sms

Rait par likh ke mera naam mitaya na karo

    aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo
    log har baat ka afsana bana lete hain
    sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
    ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
    pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo
    shahar-e-ehsaas mein pattharo bahut hain “Mohsin”
    dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo…

    Rait par likh ke mera naam mitaya na karo aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo log har baat ka afsana bana lete hain sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo shahar-e-ehsaas…