Ran tha roshni thi Qayamat tha

    Rang tha roshni thi, qayamat tha,
    Jis pe hum mar mittey qayamat tha,
    Khush jamalon mein dhoom thi apni,
    Naam us ka bhi wajah-e-shohrat tha,
    Khawab tameer ban kar atey they,
    Kya ajab mausam rafaqat tha,
    Aik aik saans qurbton ka gawaah,
    Har nafss lamhaa-e-ghaneemat tha,
    Aur phir yun hua ke toot geya,
    Woh jo ik rishta-e-mohabbat tha..

    Rang tha roshni thi, qayamat tha, Jis pe hum mar mittey qayamat tha, Khush jamalon mein dhoom thi apni, Naam us ka bhi wajah-e-shohrat tha, Khawab tameer ban kar atey they, Kya ajab mausam rafaqat tha, Aik aik saans qurbton ka gawaah, Har nafss lamhaa-e-ghaneemat tha, Aur phir yun hua…