hindi-poetry-sms

Sach toh yeh hai

    Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai,
    Chand ko choone ki tamanna ki,
    Aasman ko zameen par maanga,
    Chaha ke phool pattharon pe khile,
    Kaanton mein ki talash khushboo ki,
    Aarzoo ki ke raakh thandak de,
    Barf mein dhoondte rahe garmi,
    Khawab jo dekha socha sach ho jaye,
    Iss ki hum ko saza toh milni thi,
    Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai.

    Sach toh yeh hai ke kasoor apna hai, Chand ko choone ki tamanna ki, Aasman ko zameen par maanga, Chaha ke phool pattharon pe khile, Kaanton mein ki talash khushboo ki, Aarzoo ki ke raakh thandak de, Barf mein dhoondte rahe garmi, Khawab jo dekha socha sach ho jaye, Iss…