Us ke bina ab chup chup rehna acha lagta hai;
Us ke bina ab chup chup rehna acha lagta hai;
Khamoshi se dard ko sehna acha lagta hai;
Jis hasti ki yad mein Aanso barastey hain;
Samne us ke kuch na kehna acha lagta hai;
Mil ker us se Bichar na jaon darta rehta hon;
Is liye bas door hi rehna acha lagta hai;
Janta hon k chahat main bas anso milte hain;
Kuch bhi ho ab is zehar ko pena acha lagta hai;
Ji chahey sb khushiyan lai kar us ko de don;
us ke pyar main sb kuch khona acha lagta hai..
Related posts:
- Chand ko chandani pasand hai
- Tum kitna bhi chaho
- Wo ek masoom si chahat…
- Malum Ye Hua Ke Wo Raaste Ka Sath Tha,
- jab ankh hi say na tapka to phir lahoo kiya hai ….!!!
- hamara bas nahe chalta
- suna haik tumhari keemat lag rahy hay ajkal
- aise to kse shakhs ko ruswa nhi krte
- zamanay se suna tha k
- Auron ko naseehat nahee karta
- chand ke nikalne se..
- ye yehi meri adhori kahani hy?
- tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
- zakhmon ko gulaab likh rahay hain
- koi jugmnu koi tara kahi s dhond kar lao
- Haqiqat jaan kar aisi himaqat kon karta hai
- kyun yaad tum itna aate ho..?
- Baghair sood k milna udhaar mushkil hai…!
- yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai
- maayel e lutf , tbiyat kabhi aesi to na thi
Us ke bina ab chup chup rehna acha lagta hai; Khamoshi se dard ko sehna acha lagta hai; Jis hasti ki yad mein Aanso barastey hain; Samne us ke kuch na kehna acha lagta hai; Mil ker us se Bichar na jaon darta rehta hon; Is liye bas door hi…