poetry-sms

Use jab yaad aye ga

    Use jab yaad aye ga wo pehli bar ka milna to
    pal pal yaad rakhe ga ya sub kuch bhool jaega,
    Use jab yad aye ga gaye mausam ka har lamaha
    to khud hi ro padega ya khud hi muskarae ga,
    Use jab yad ayega k sawan laut aya hai
    bula behje ga wo mujhay ya khud hi laut aye ga,
    Use jab yad aye ga mein kaise muskarata tha ,
    to mera naam likhe ga ya apna bhi mitaye ga,
    Use jab yad aye ga, use jab yaad aye ga..

    Use jab yaad aye ga wo pehli bar ka milna to pal pal yaad rakhe ga ya sub kuch bhool jaega, Use jab yad aye ga gaye mausam ka har lamaha to khud hi ro padega ya khud hi muskarae ga, Use jab yad ayega k sawan laut aya hai…