Wo ek masoom si chahat…
(SHAYAD)
Wo ek masoom si chahat
Wo ek benam si ulfat
Wo meri zaat ka hissa
Wo meri zeest ka qissa
Mujhe mehsus hota hey
Wo merey pas hy ab bhi
Wo jub jub yad ata hey
Nigahon mey samata hy
Zuban khamosh hoti hy
Magr ye ankh roti hy
Hum khud sey poch letey hein
Jisey hum yad krtey hein
Usay kiya piyar tha hum sey
Jo ab hum” soch letey hein
Usay b piyar tha Shayad
Isi “Shayad” sey wabasta hy ab to hr khushi meri
Yahi ek lafz “Shayad” ban gaya hy zindgi meri..
Related posts:
- Aapki yaad aaye bina din ki shurwaat nahin hoti
- Mohabbat se chhuaa hai
- Lafzon ka nahi, rooh ka rishta hai
- Aaj bhi main tujhe karta hoon pyar
- Kuch khone ko bhi pyaar kehte hain
- Tuj se apni sanse jorh de.
- Hamare alag aik he dunia ho
- Shayad issi ka naam pyaar hai
- Uss ajnabi mein kya hai
- Sagar se wafa nibhaten hain
- Pyaar kar ke jo wafa karte hain
- CLICK
- Muhabbat soch k karna…
- Sila manga nahi karty….
- *I/N/T/E/H/A*
- Kitna Pyar Diya Usy Par Hamara khayal kuch Bhi Nahi,
- mera name badal dena!
- December ab k aao tou
- teri khushbu ka pata karti hai
- Nasha bahrta hay
(SHAYAD) Wo ek masoom si chahat Wo ek benam si ulfat Wo meri zaat ka hissa Wo meri zeest ka qissa Mujhe mehsus hota hey Wo merey pas hy ab bhi Wo jub jub yad ata hey Nigahon mey samata hy Zuban khamosh hoti hy Magr ye ankh roti hy…
(SHAYAD) Wo ek masoom si chahat Wo ek benam si ulfat Wo meri zaat ka hissa Wo meri zeest ka qissa Mujhe mehsus hota hey Wo merey pas hy ab bhi Wo jub jub yad ata hey Nigahon mey samata hy Zuban khamosh hoti hy Magr ye ankh roti hy…