ghazal-sms

Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai

    Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
    Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte
    Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia
    Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe
    Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak
    Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai
    Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai
    Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai
    Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha
    Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha

    Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum…