Yaad rakhti hoon
Main logon se mulaqaton ke lamhe yaad rakhti hoon,
Main baatein bhool bhi jaon, toh lehje yaad rakhti hoon,
Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logon ki parti hai,
Nigahon ke hawale se main chehre yaad rakhti hoon,
Zara sa hut ke chalti hoon zamane ki riwayat se,
Ke jin pe bhoj main daloon woh kandhe yaad rakhti hoon!
Related posts:
- ACHI TO BOHUT LAGTI HAIN WO JHEEL SI AANKHAIN
- tum khud samajh lo mai samjhana nahi chahta
- Ashq bankar aankho se na behna kabhi
- Gamo mein husne walo
- Kya hua jo woh hamara dil tod gayi
- Nazron se nazren milane ki aadat hai hame
- Hamare iss sawal ka jawab kya doge
- Kabhi chaha nahi
- Mera dil pareshan hai
- Uski yad mein guzarti meri har sham thi…
- Hum nazuk nazuk dil wale…
- phir teri yad chhor kr jane kidhar gai…
- Ghalib v’s Iqbal v’s FARAZ…
- Thukra kar Mohabbar meri….
- Hum ye nahi…
- Kitna Pyar Diya Usy Par Hamara khayal kuch Bhi Nahi,
- Nasha bahrta hay
- Zindgee tum hoo
- tere bina jeena bhool jaate hain
- tum ne hi kha tha
Main logon se mulaqaton ke lamhe yaad rakhti hoon, Main baatein bhool bhi jaon, toh lehje yaad rakhti hoon, Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logon ki parti hai, Nigahon ke hawale se main chehre yaad rakhti hoon, Zara sa hut ke chalti hoon zamane ki riwayat se, Ke jin pe…