yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai
Yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai
Ho qismat par ikhtiyar ye zaroori to nahi hai
Dard Dil mein agar hoo tho rooh roti hai
Aankhein roye zaar zaar ye zaroori to nahi hai
Phoolon ki chubhan see joo daman howa chalni
Ho usmey koi khar ye zaroori to nahi hai
Jo harghari khatey hain sang marney ki kasmein
Ho sang jeeney ko taiyaar ye zaroori to nahi hai
Umeed mee jiski teri palkein howi pathhar
Usey hoo tera intezar ye zaroori to nahi hai
Yaqeen karke jis ko apni zindagi banown
Usey tujhpar hoo aitbar ye zaroori to nahi hai
Band ker rona khwab badnaseebi par apney
Ziist see hoo sab bezar ye zaroori to nahi hai
Related posts:
- Barson kai bad daikha .. ik shakhs dil Ruba sa…
- Judai ke bandi khane mein…
- Apna banane ki ijazat dedo
- Tu hi dikhai deti hai
- Muhabbat soch k karna…
- Ro Pare
- “DECEMBER JAB BHi AATA HAi”
- Kitna Pyar Diya Usy Par Hamara khayal kuch Bhi Nahi,
- mera name badal dena!
- teri khushbu ka pata karti hai
- Dekha palat k usne
- Hans ke taal jata hai
- sath main paake tujhe khoya
- baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thi
- bohat socha nahin karte
- kal shab apne gamon ka hisaab…
- mujeh ye zid nahi mere gally ka haar ho jao
- Andheri raat mein Jugnu….
- zindagi
- wo sunta to me kehta
Yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai Ho qismat par ikhtiyar ye zaroori to nahi hai Dard Dil mein agar hoo tho rooh roti hai Aankhein roye zaar zaar ye zaroori to nahi hai Phoolon ki chubhan see joo daman howa chalni Ho usmey koi khar ye zaroori…
Yahan sabko miley pyar ye zaroori to nahi hai Ho qismat par ikhtiyar ye zaroori to nahi hai Dard Dil mein agar hoo tho rooh roti hai Aankhein roye zaar zaar ye zaroori to nahi hai Phoolon ki chubhan see joo daman howa chalni Ho usmey koi khar ye zaroori…