Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha ,
Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha ,
Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha,
Yaad karty hen kahan bhool k aaye hen usay
Aisa hi aks meri soch ki zambeel mein tha
Baat kya thi ye mujhe achhi tarah yaad nahi
Haan aap ka zikr b tha aur barri tafseel mein tha,
Koi paigham tha aankhon mein so aankhon mein raha,
Msla asal to paigham ki tarseel ka tha,
Is naye nuskhe mein takhreef hui ha warna,
Zikr mera bi kahin pyar ki injeel mein tha.
Related posts:
- Life is just a fun,
- Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
- Daikhtay hain yeh aziat gawara ker k..!!
- Me Hi Khud Ko Uski Zindagi Me Samjh Betha
- Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho,
- Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
- TU MERI CHAHHATON MAI AJANA
- Bharosa Toot Janay Se Zara Pehle Bata Dena,
- KhizaN ke rang mein bhi bahaar abhi baqi hai
- Zikr ulfat per natija ye hua taqreer ka
- Qissa Abhi Hijaab Se Aagay Nahin Barha
- Zameen pe chal na ska, aasman se b gya
- Meri talab se meray naseeb tak, Yeh maamla khuda ka tha.
- phir ek shaam aayi aapki yaadon ko lekar
- usey hum se mohabbat hy
- N kyaa ummiide
- mile kisi se nazar to samajho ghazal hu
- is dil main tum ghar kar gaye hoo
- no one is mine
Ye jo shafaaf sa ik aks us jheel mein tha , Koi chehra tha magar chaand ki tamseel mein tha, Yaad karty hen kahan bhool k aaye hen usay Aisa hi aks meri soch ki zambeel mein tha Baat kya thi ye mujhe achhi tarah yaad nahi Haan aap ka…