ye kab kaha tha nazaaron se kauf aata hai
Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ?
Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai,
Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta,
Mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai,
Khiza Ka Jabar Tou Seene Pay Rok Lete Hain,
Hamein Udaas Bahaaron Se Khauf Aata Hai,
Mile Hain Dosto Besaakhiyon Se Gham Itne,
Mere Badan Ko Sahaaron Se Khauf Aata Hai….
Main Iltifaat Ki Khandaq Se Door Rehta Hun,
Ta’alluqaat K Gaaron Se Khauf Aata Hai..
…
Related posts:
- Mujhe Jeena Us Ne Sikha Diya
- Mohabbat ka yehi takaja
- Humein na dhoond paoge
- Tum kitna bhi chaho
- Kabhi tum bhi nazar aao..!
- Meri to Ranjishen Sari Mitane Ka Irada Tha…
- Kahan tk sath do gay tum hmara…
- Tere Ehssaas Se Mohabbat Ki Hai..
- door reh ker
- jaane kahaan se gham fizaaon mein aa gaya
- baazid hai toofaan to kashti dubone de
- main door nikal aya hoon pather k nagar se
- jo log jaan buujh ke naadaan ban gaye
- usay kaho,
- Suno mohabbat youn nahi hoti
- ay waqt zara to tham ja
- hain aankhein jheel si chehra kitab jaisa hai
- kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen
- toota sitara dekh kr
- dheeray se sarakti hai Raat us ke aanchal ki tarha
Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ? Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai, Main Dushmanon K Kisi Waar Se Nahi Darta, Mujhe To Apne Hi Yaaron Se Khauf Aata Hai, Khiza Ka Jabar Tou Seene Pay Rok Lete Hain, Hamein Udaas Bahaaron Se Khauf Aata…