Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri khatayen hum
lab pe rakh kar hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.
Related posts:
- Jitna koi gehra gum deta hai
- Markar bhi bahut yaad aa raha hai koi
- Yeh na socha tha
- MOHB UN KO MILTI HE JINHE NIBHANI NAHI ATI
- Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi
- Mujhe bewafa se dil laganay k shoq tha…..
- Zindagi ikk dukaa’n khilono’n kee
- ya mare khwaab marr dalo tum
- koi kaanta mere dil mein chubho jaye to acha hai
- kaash humari bhi parwah kisi ne ki hoti
- kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete
- Pyaar kehti hai duniya jise
- Jinhe na chaha woh ho gaye khafa
- Kabhi alvida na kahena
- Hum bhi wahi dil bhi wahi
- Gina Hi Nahi Tha
- zinda rehnay k liye jan se guzartay rehna
- Main hans k jhel leta hoon
- kahan se seekh li tum ne?
- manzelain bhi uski then rasta bhi uska tha
Zakhm dil ka kise dikhyen hum Dosti kiski aazmayen hum Zabt kARNe ki dal lain aadat Ghar ki deewar kya uthayen hum Maslahat ka yahi takaza hai Jo wo kahte hain maan jaayen hum Berukhi humse ho nahi saktee Bhool jayen teri khatayen hum lab pe rakh kar hansi dikhawe…