Zindagi be-wafa kyun hoti hai?
Zindagi be-wafa kyun hoti hai?
Mohbat ki saza kyun hoti hai?
Choti si baat pe baha dete hain khon
Insan mein itni anaa kyun hoti hai?
Karta hon mein jis se bar bar touba,
ELAAHI mujh se wohi khata kyun hoti hai?
Urra k le jaiy jo ghareeb kay Aashiyane ko,
Ya Rab aisi hawa kyun hoti hai?
Banatey tu hain ham apnay hathon se masjid,
Namaz apni he Qaza kyun hoti hai?
Dekha nahi jis ne kabhi koi gham
Khushi phir usi ko ataa kyun hoti hai?
Related posts:
- WO EK LARKI …
- Jeene ke liye bhi waqt nahi……!!!!!!!!!!!!
- Kabhi ussey bhi meri yaad satati ho gi
- Yun HUMKO satane ki ZARORAT kya thi,
- Koi purani yaad
- Kahan tk sath do gay tum hmara…
- Alwida december!!
- door reh ker
- jaane kahaan se gham fizaaon mein aa gaya
- baazid hai toofaan to kashti dubone de
- main door nikal aya hoon pather k nagar se
- jo log jaan buujh ke naadaan ban gaye
- usay kaho,
- rah-e- wafa me sazaon ko kon dekhy ga,
- ay waqt zara to tham ja
- hain aankhein jheel si chehra kitab jaisa hai
- kabhi chaho ge to chahat se bulain ge tumhen
- kash Logon ki Muhabt Mobile hoti…
- dheeray se sarakti hai Raat us ke aanchal ki tarha
- ye kab kaha tha nazaaron se kauf aata hai
Zindagi be-wafa kyun hoti hai? Mohbat ki saza kyun hoti hai? Choti si baat pe baha dete hain khon Insan mein itni anaa kyun hoti hai? Karta hon mein jis se bar bar touba, ELAAHI mujh se wohi khata kyun hoti hai? Urra k le jaiy jo ghareeb kay Aashiyane…
Zindagi be-wafa kyun hoti hai? Mohbat ki saza kyun hoti hai? Choti si baat pe baha dete hain khon Insan mein itni anaa kyun hoti hai? Karta hon mein jis se bar bar touba, ELAAHI mujh se wohi khata kyun hoti hai? Urra k le jaiy jo ghareeb kay Aashiyane…